The sayings of Hazrat Ali (R.A.) can guide us in every aspect of our life and help us to achieve success and prosperity.
The Best Sayings of Hazrat Ali R.A in Urdu Text-Images
There are many scholars and Islamic scholars who have written books on the sayings of Hazrat Ali which contain the best sayings so far. Here I am going to share some famous sayings of Hazrat Ali in image format and text format. You must share it with your close family and friends, maybe their life will be changed by one of your shares.
Hazrat Ali R.A Quotes in Urdu Copy-Text Images Download
$ads={1}
Thousands of years ago Hazrat Ali was an important figure in Islam, he is the cousin and son-in-law of Prophet Mohammed (Peace be upon him). He is known as the most controversial person in Islamic history after the prophet. But today we are showing his best quotes about life, love, hate, and so on.
Agar Muflisi Kisi Haiyat ( Wujood ) Mein Mere Samnay Aajay |
اگر مفلسی کسی ہیئت (وجود) میں میرے سامنے آجائے, تو میں دنیا بھر کے کافروں کے خلاف جہاد چھوڑ کر
سب سے پہلے مفلسی کو قتل کروںگا کیونکہ یہ وہ چیز ہے. جو سب سے جلدی انسان کو کفر کی طرف لے جاتی ہے۔
$ads={1}
Agar Muflisi Kisi Haiyat ( Wujood ) Mein Mere Samnay Aajay, To Mein Duniya Bhar Ke Kafiroon Ke Khilaaf Jehaad Chore KarSab Se Pehlay Muflisi Ko Qatal Karojaa Kyunkay Yeh Woh Cheez Hai. Jo Sab Se Jaldi Ensaan Ko Kufar Ki Taraf Le Jati Hai .
Chiayi Mein Agarchay Khauf Hai Lekin Nijaat Bhi Hai-Hazrat Ali Sayings |
.چائی میں اگرچہ خوف ہے لیکن نجات بھی ہے
Chayii Mein Agarchay Khauf Hai Lekin Nijaat Bhi Hai.
Dosti Aik Khud Peda Kardah Rishta Hai-Islamic Quotes |
دوستی ایک خود پیدا کردہ رشتہ ہے۔
Dosti Aik Khud Peda Kardah Rishta Hai.
$ads={1}
Fuzool Umeedon Par Bharosa-Hazrat Ali Aqwal Urdu |
فضول امیدوں پر بھروسہ کرنے سے بچ کہ یہ احمقوں کا سرمایہ ہے۔
Fuzool Umeedon Par Bharosa Karne Se Bach Ke Yeh Ehmaqon Ka Sarmaya Hai.
Hazrat Ali Urdu sayings |
جو شخص اپنی قدر آپ نہیں کرتا کوئی دوسرا شخص بھی اس کی قدر نہیں پہچانتا۔
Jo Shakhs Apni Qader Aap Nahi Karta Koi Dosra Shakhs Bhi Is Ki Qader Nahi Pehchanta.
$ads={1}
Check Out: Best 75 Urdu Captions For Instagram
Karkhana Qudrat Mein-hazrat Ali Urdu Aqwal |
کارخانہ قدرت میں فکر کرنا بھی عبادت ہے۔
Karkhana Qudrat Mein Fikar Karna Bhi Ibadat Hai.
Best Islamic sayings |
کوئی شخص گناہ کے سوا کسی چیز سے خوف زدہ نہ ہو۔
Koi Shakhs Gunah Ke Siwa Kisi Cheez Se Khauf Zada Nah Ho.
$ads={1}
Maal Ki Hifazat Karni Padtee-hazrat-ali |
مال کی حفاظت کرنی پڑتی ہے اور علم تیری حفاظت کرتا ہے۔
Maal Ki Hifazat Karni Padtee Hai Aur EIlm Teri Hifazat Karta Hai.
Urdu Islamic Sayings |
معافی نہایت اچھا احسان ہے اور احسان انسان کو غلام بنا لیتا ہے۔
Maffi Nihayat Achchhaa Ahsaan Hai Aur Ahsaan Ensaan Ko Ghulam Bana Laita Hai.
Hazrat Ali-best Urdu |
مصائب کا مقابلہ صبر سے اور نعمتوں کی حفاظت شکر سے کرو۔
Masaaib Ka Muqaabla Sabar Se Aur Nematon Ki Hifazat Shukar Se Karo.
Urdu-quotes |
مظلوم کی بددعا سے ڈر کیوں کہ اس کی بددعا شعلے کی طرح آسمان کی طرف جاتی ہے۔
Mazloom Ki Bud-dua Se Dar Kyun Ke Is Ki Bud-dua Sholay Ki Terhan Aasman Ki Taraf Jati Hai.
$ads={1}
Hazrat Ali Sayings |
محبت دور کے لوگوں کو قریب، عداوت قریب کے لوگوں کو دور کر دیتی ہے۔
ہاتھ جسم سے بہت قریب ہے لیکن گل سڑ جانے پر کاٹ دیا جاتا ہے اور پھر اس کو داغنا پڑتا ہے۔
Mohabbat Daur Ke Logon Ko Qareeb, Adawat Qareeb Ke Logon Ko Daur Kar Deti Hai.Haath Jism Se Bohat Qareeb Hai Lekin Gul Sarr Jaaney Par Kaat Diya Jata Hai Aur Phir Is Ko Daghna Parta Hai.
Hazrat Ali |
موت ایک بے خبر ساتھی ہے۔
Mout Aik Be Khabar Saathi Hai.
$ads={1}
Sab Se Behtar Woh Luqmah Hai |
سب سے بہتر وہ لقمہ ہے جسے اپنی محنت سے حاصل کیا جائے۔
Sab Se Behtar Woh Luqmah Hai Jisay Apni Mehnat Se Haasil Kya Jaye.
Hazrat Ali-Roman-urdu |
صرف اللہ تعالی ہی سے امیدیں اور آرزوئیں وابستہ رکھو۔
Sirf Allah Taala Hi Se Umeeden Aur Aarzoyeen Wabasta Rakho.
Urdu Best sayings |
یہ نہ دیکھو کے کون کہہ رہا ہے بلکہ یہ دیکھو کے کیا کہہ رہا ہے۔
Yeh Nah Dekho Ke Kon Keh Raha Hai Balkay Yeh Dekho Ke Kya Keh Raha Hai.
Urdu Aqwal Zareen |
زیادہ ہوشیاری دراصل بدگمانی ہے۔
Ziyada Hoshyari Darasal Badgumaani Hai.
I hope you found this post interesting, please do share it with your friends online. Golden Sayings about the World and Life Hazrat Ali, thank you very much for liking the sayings.