Wasi Shah Sad Urdu Ghazal ImagesWith Text Copy In Roman-Urdu Download Pictures
Wasi Shah This poem Poetry-Ghazal-Song is very much searched on the internet because his poetic lyrics and songs are so wonderful that people have to listen to and read them again and again if you have come looking for Wasi Shah's beautiful lyrics and poetry. So this place is perfect for you, here you can easily find sad Urdu poetry and message.
{tocify} $title={Table of Contents}
Best Top Wasi Shah Ghazal In Urdu Download Copy Text
Wasi Shah Shah is one of the famous poets of Pakistan. His poetry is presented in different countries only with translation. Wasi Shah's poetry of two lines has caused a stir on the internet. Only the poetry of those whose loving words are in the trap of desire can be seen everywhere. They have slept very beautifully in their ghazals.
Read these beautiful ghazals and share them with your friends so that they too can get Wasi Shah's poetry ghazals. Thank you very much for joining us.
Udas-Dukhi Shayari & Ghazal Poetry Wasi Shah Roman-Urdu
Udas Ghazal Wasi Shah |
$ads={1}
Udaas Raaton Mein Tez Kafi Talkhyon Kyon mein
Wo Kuchh Zyada hi Yaad aata hai sardyo mein
Mujhe Ijazat Nahin Hai Isko pukarne ki
jo Gunjta hai Lahu Mein Seene Ki Dhadkano Mein
Wo Bachpan are Jo Udaas Rahon Mein Kho gaya tha
Main dhundhta Hun isa Tumhari shararton mein
ise Dilasa to de raha hun Magar yah Sach Hai
Kahin Koi Khof Badh Raha Hai Tsaliyon mein
Tum apne Pairon se jaane kya likh gaye the Jana
Chirag Roshan hai Aab Bhi Meri hatheliyo Mein
Jo Tum Nahin Hai To yah Mukammal Na Ho Sakenge
Teri Yahi ahmiyat Hai Meri Kahani mein
Mujhe Yakin Hai woh thamilega bharm rakhega
Ya man Hai To Diye Jale Hain aandhiyon mein
Har EK Mausam Mein Roshani se Bakarti Hai
Tumhare Gum ke Chirag mein udasiyon mein
-SAD-GHAZAL-WASI-SHAH
Read More. Sad Poetry In Urdu 2 Lines
Heart-Broken Urdu Sad Ghazal By: Wasi Shah
Sad Ghazal In Urdu Wasi Shah |
Aankhon Mein Chubh Gaye Tere Yadon Ki kriciyan
Kandhon per Gam ki Shal hai aur chand raat hai,
Dil Tod Kar Khamosh Nizara ko kya Mila
Shabnam ka yah Sawal hai aur chand raat hai,
Campus ki Nahar per hai tera Hath Hath Mein
Mausam bhi lazawab hai aur chand raat hai,
Har Ek Kali Ne Odh liya Matmi Libas,
Har Phool per malal hai aur chand raat hai,
Pheka Sa pad raha hai Wais Wahshto ka rang
Har chiz per Zawl hai aur chand raat Hain.
-WASI-SHAH-GHAZAL
$ads={1}
Best Urdu Wasi Shah Dukh Dard Ghazal & Copy Ghazal Share Pics
Wasi Shah Dukhi Ghazal Poetry |
Dukh Dard Mein Hamesha nikale Tumhare Khat
Aur Mil Gai Khushi to uchale Tumhare Khat,
Sab Chudiyan Tumhare Samandar Ko sonp De
Aur kar Diye Hawa Ke Hawale Tumhare Khat,
Mere Lahoo Mein Goonj Raha Hai Har EK lfz
Main rangon kea dast mein pale Tumhare Khat,
Youn To Hai beshumar Wafa ki nishaniyan
lekin Har EK Shay Se Nirala Tumhara hath,
Jaise Ho Umar Bhar ka asasa ghareeb ka
Kuch Is Tarah Se Maine sambhale Tumhare Khat,
Ahle Hunar ko Mujh Pa Wasi Aitraaz hai
Maine Jo Apne Shar Mein Daly tumhare Khat,
Perwah mujhe nahin hai Kisi Chand ki Wasi
Zulmat ke dast Mein Hain ujale Tumhare Khat.
-WASI-SHAH
$ads={1}
Copy Urdu Ghazal Text - Wasi Shah Urdu Ghazal & Download Image
Wasi Shah Urdu Poetry & Ghazal |
Kaisa Muftwe Sa Manzer Hai Kain Sadiyon Se
Kaisa Muftwe Sa Manzer Hai Kain Sadiyon Se
Mere Kadmo Pe Mera Sar Hai Kain Sadiyon se,
Khof rahata hai na Sailaab ka hi Le Jaaye
Meri Palko Pe Tera Ghar Hai Kain Sadiyon se,
Ashika Aankhon Se sulagte Hue so Jaate Hain
Yah Meri Aankh Jo Banjar Hai Kahin Sadiyo Se,
Kaun Kehta Hai Mulaqat Meri Aaj Ki Hai
Tu Meri Ro Ke Andar Hai Kain Sadiyon se,
Main Jiske Liye Har shaks ko Naraz Kiya
Rooth jaaye na Yahi Dar Hai Kain Sadiyon se,
isko Aadat Jadin katte Rahane ki "Wasi"
Jo Mere Zaat ka mahawr hai Kain Sadiyo Se.
-Ghazal-Poetry-Wasi Shah
I hope you like this ghazal and you will definitely invite your friends to read another beautiful ghazal here. There is great beautiful poetry. Explore it completely.
Check Out. Best poetry about life in Urdu 2 lines