Saifuddin saif poetry - Urdu Ghazal Saifuddin saif

Saifuddin saif Urdu poetry Ghazal In Urdu


I promise you that I will increase the quality of all the sad ghazals included in this blog and choose only poetry from the best books of poetry. So don't miss the opportunity to read this heart-touching ghazal of Saifuddin Saif in this blog.

Reading Sad poetry Ghazal in the Urdu language can help you to solve your problems and make you relax. when reading sad poetry in Urdu, try to understand the real meaning behind that ghazal.

The Best Saifuddin saif poetry - Urdu Ghazal Saifuddin saif


saif ud din saif poetry - Saifuddin saif poetry - Urdu Ghazal Saifuddin saif
Urdu Ghazal Saifuddin saif

Garche sau bar gham-e-hijr se jaan guzri hai
Phir bhi jo dil pe guzarti thi kahan guzri hai,

Aap thahre hain to thahra hai nizam-e-alam
Aap guzre hain to ek mauj-e-rawan guzri hai,

Hosh mein aae to batlae tera diwana
Din guzara hai kahan raat kahan guzri hai,

Aise lamhe bhi guzare hain teri furqat mein
Jab teri yaad bhi is dil pe garan guzri hai,

Hashr ke baad bhi diwane tere puchhte hain
Wo qayamat jo guzarni thi kahan guzri hai,

Zindagi ‘saif’ liye qafila armanon ka
Maut ki raat se benam-o-nishan guzri hai.
-Saifuddin saif

Previous Post Next Post