Mohsin Naqvi Collection 2 Line Poetry In Urdu

Mohsin Naqvi Collection Two Line Poetry Images


Mohsin Naqvi Collection of two-line poetry with Urdu and Roman-Urdu, Mohsin Naqvi Enjoy2 line poetry photos-picture and text messages which you can copy and paste on your favorite social media Mohsin Naqvi is a big name in the world of poetry. In his poetry, sadness, happiness, loneliness is very common in Mehfil-e-Sahra Herat.

Mohsin Naqvi's friendship poetry is designed in Urdu. If you liked it, please share it with your friends and comment below this post. Express your views

{tocify} $title={Table of Contents}

The Best Mohsin Naqvi Collection 2 Line Poetry In Urdu


Kal Shab Mujhe Be Shakal Ki Aawaz-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Awargi

Kal Shab Mujhe Be Shakal Ki Aawaz Ne Chonka Diya
Mein Ne Kaha To Kon Hai Is Ne Kaha Avargi.

Tanha Hai Dil To Zehen Kayi Mehafilon Mein Hai-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Tanha Hai Dil

Tanha Hai Dil To Zehen Kayi Mehafilon Mein Hai
Yani Meri Hayaat Barri Mushkilo Mein Hai.

Hum Anaa Mast Tehi Dast Bohat Hain Mohsin-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Anaa Mast

Hum Anaa Mast Tehi Dast Bohat Hain Mohsin
Yeh Allag Baat Ke Aadat Hai Ameeron Jaisi.
$ads={1}


Uss Shakhs Ke Tum Se Bhi Marasim Hain To Hon Ge-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Bolay Ga Maray Samnay

Uss Shakhs Ke Tum Se Bhi Marasim Hain To Hon Ge
Woh Jhoot Nah Bolay Ga Maray Samnay Aa Kar.

is Sabke Muqaddar mein-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Muqaddar

Is Sabke Muqaddar mein Shahar hi Nahin
Dekha Hai Kain Baar chirago ko Baja kar.

Kis Ki Dehleez Pay-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Dehleez

Kis Ki Dehleez Pay Jhuken Mohsin
Jitne Ansan They Sab Kkhuda Niklay.

Zamane Bhar Ki Nigahon-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Woh Ik Shakhs

Zamane Bhar Ki Nigahon Mein Jo Kkhuda Sa Lagey
Woh Ajnabi Hai Magar Mujh Ko Aashna Sa Lagey.
Najane Kab Mِri Duniya Mein Muskuraye Ga
Woh Ik Shakhs Ke Khowaboon Mein Bhi Khafa Sa Lagey.

Chehray Badal Badal Ke-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Saadgi Ke Sath

Chehray Badal Badal Ke Mujhe Mil Rahay Hain Log
Itna Bُra Sulooq Meri Saadgi Ke Sath ?

Aik Woh Din Ke Tra Jism Tha-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Tra Gham Bhi

Aik Woh Din Ke Tra Jism Tha Meeras Meri
Aik Yeh Din Ke Tra Gham Bhi Maray Paas Nahi.
$ads={2}

Ab Is Ko Kho Raha Hon-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Kho Raha Hon

Ab Is Ko Kho Raha Hon Barray Ishtiaq Se
Woh Jis Ko Dhoandne Mein Zamana Laga Mujhe.

Gulon Ko Zakham-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Gulon Ko Zakham

Gulon Ko Zakham, Sitaron Ko –apne Asshk Kahoon
Sunaoun Khud Ko, Tre Baad Tabsaray Tairay.

Yeh Dard Kam To Nahi Hai-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Yeh Dard

Yeh Dard Kam To Nahi Hai, Ke Too Hamein Nah Mila
Yeh Aur Baat, Ke Hum Bhi Nah Ho Sakay Tairay.

Hawaaye Dasht Muji Ab-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Hawaaye Dasht

Hawaaye Dasht Muji Aab To Ajnabi nah Samjh
Ke Ab To Bhool Gay Rastay Bhi Ghar Ke.

Jaloon To Yun-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Azal Jagmaga Authay

Jaloon To Yun Ke Azal Jagmaga Uthay Mujh Se
Bujho To Yun Ke Abadd Taq MeRa Dhuwan Jaye.

Bhichar Chala Hai To-mohsin naqvi-
Bhichar Chala Hai

Bhichar Chala Hai To Meri Dua Bhi Laita Ja
Wahan Wahan Mujhe Paye Jahan Jahan Jaye.
$ads={1}

Roshni Tairay Safeeron Ka Nishaa-mohsin naqvi-
Charaghon Kaa Dhowan

Roshni Tairay Safeeron Ka Nishaa Baqi Hai
Daman Shab Mein Charaghoon Ka Dhuwan Baqi Hai.

Tre Baghair Bhi Teri-mohsin naqvi 2 line
Zinda Rahon

Tre Baghair Bhi Teri Terhan Mein Zindah Rahon?
Yeh Hosla Bhi Dua Kar Kkhuda Nah Day Mujh Ko.

Azal Se Be Simt Justojoo Ka Safar Hai-mohsin naqvi
Raaygan Samandar

Azal Se Be Simt Justojoo Ka Safar Hai Darpaish Paanion Ko
Kisay Khabar Kis Ko Dhoondata Hai Meri Terhan Raaygan Samandar?

Ab Phool Milein To Sang Samjhoo-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Is Shehar Ki Ruut

Ab Phool Milein To Sang Samjhoo!
Is Shehar Ki Ruut Badal Chuki Hai.

Jahan Nah To Nah Teri Yaad Ke Qadam-mohsin naqvi 2 line urdu poetry
Marhalay Safar

Jahan Nah To Nah Teri Yaad Ke Qadam Hon Ge
Dara Rahay Hain Wohi Marhalay Safar Ke Mujhe.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post